Mein tujhe kho ke bhi zinda hoon, Yeh
dekha tu ne,
Kis qadar hoslaa haarey huye insaan
mein hai..
urdu sad poetry, urdu poetry, sad poetry, shairi, shayari, hindi poetry, urdu poets, urdu sad shayari, shairy, sad, poetry, sad shairy, sad shairi,
30 Nov 2014
Tum Bhi Auron Ki Tarah Mujhse Juda Ho Jana,
Beniyaaz-E-Gham-E-Paimaan-E-Wafa Ho
Jana,
Tum Bhi Auron Ki Tarah Mujhse Juda Ho
Jana,
Main Bhi Palkon Pe Saja Lunga Lahoo Ki
Boondein,
Tum Bhi Paabasta-E-Zanjeer-E-Heena Ho
Jana,
Khalq Ki Sang-Zani Meri Khaton Ka Sila,
Tum Tou Masoom Ho, Tum Door Zara Ho
Jana,
Ab Mere Waaste Tariyaq Hai Ilhaad Ka
Zeher,
Tum Kisi Aur Pujaari Ke Khuda Ho Jana
Jana,
Tum Bhi Auron Ki Tarah Mujhse Juda Ho
Jana,
Main Bhi Palkon Pe Saja Lunga Lahoo Ki
Boondein,
Tum Bhi Paabasta-E-Zanjeer-E-Heena Ho
Jana,
Khalq Ki Sang-Zani Meri Khaton Ka Sila,
Tum Tou Masoom Ho, Tum Door Zara Ho
Jana,
Ab Mere Waaste Tariyaq Hai Ilhaad Ka
Zeher,
Tum Kisi Aur Pujaari Ke Khuda Ho Jana
29 Nov 2014
Ab kis se kahen koi hamara bhi kabhi tha,
Woh dushman-e-jaan, jaan se pyara bhi kabhi tha,
Ab kis se kahen koi hamara bhi kabhi tha,
Utra hai rag-o-pey* main to dil katt sa
geya hai,
Yeh zeher-e-judaayi ke gawaara bhi kabhi tha,
Har dost jahan abar-e-gurezaan ki tarah hai,
Yeh sheher kabhi sheher hamara bhi kabhi tha,
Titlii ke taaqub* mein koi phool sa bacha,
Aesa hi koi khawb hamara bhi kabhi tha,
Ab agley zamaney ke milain log to
poochain,
Jo haal hamara hai, tumhara bhi kabhi tha,
Har bazm main hum ne usey afsurdaa hi dekha,
Kehtey hain Faraz anjuman-e-araa* bhi kabhi tha..

Faida Kya Hai Agar Ab Wo Mile Bhi Tu MUNEER,
Abar Me Baraq K Gulzar Dikhate Us Ko,?
Kash Us Raat Ja K Jagate Us Ko,
?
Sheh Nasheenon Pe Hawa Phirti Hai Khoi Khoi,?
Ab Kahan Hain Wo Makeen Ye Tu Batate Us Ko.?
?
Wo Jo Pas Aa K Yunhi Chup Sa Khara Rehta Tha,?
Us Ki Tu Kho Thi Yehi Tum Hi Bulate Us Ko.?
?
Gham Gusari Ki Talab Thi Ye Mohabbat Tu Na Thi.?
Dard Jab Dil Me Utha Tu Chupate Us Ko.?
?
Faida Kya Hai Agar Ab Wo Mile Bhi Tu MUNEER,?
Umar Beet Gai Raah Pe Laaty Us Ko...

Hum Ehl-e-ishq Hain Mohabbat Zaat rakhty Hain..
Hum Ehl-e-ishq Hain Mohabbat Zaat rakhty Hain..
Essi mein Din Guzarta Hai Essi Mein Raat Karte Hain..
Parinda Aakhri Yeh Keh Gaya Khushk Jheelon Se..
Mujhe Majboor Hijrat Pe Mere Halaat Karte Hain..
Nikal Aaye Hain Jaanib-e-Sehraa Tu Darr Kesa??
Chalo Kuch Din Rotay Hain Chalo Barsaat Karte Hain..
Sunna Hai Chand Utra Hai Sunehri Jheel Pe yaro..
Chalo Kuch Dair Milte Hain Chalo Kuch Baat Karte Hain.

27 Nov 2014
Main Iss Liye Duniya Pe Bharosa Nahi Karta
Acha Hai Kisi Aur Nazaaray Say Jurri Hai
Duniya Ki Talb Youn Bhi Khasaaray Say Jurri Hai
Baahir Koi Aur Tamaasha Hai Gali Mein
Har Aankh Jo Khirrki K Ishaaray Say Jurri Hai
Main Iss Liye Duniya Pe Bharosa Nahi Karta
Matti Ki Ye Deewaar Bhi Gaaray Say Jurri Hai
Ye Kashtiyon Waale To Youn Hi Khouf-Zada Hain
Dariya Ki To Har Mouj Kinaaray Say Jurri Hai
Har Din Kisi Sooraj K Taaaqub Mein Hai
Har Raat Kisi Aur Sitaaray Say Jurri Hai

24 Nov 2014
Humain Muhabat Hai Tm se Pagal
Bs Ak mafi,Hamari Tooba..
Kabhi jo Hum Sataen tum ko..
Lo Hath joray.....
Lo Kan pakrey..
Ab or Kesy Manaen Tum ko.....
...Jo Such Kahain tou.
Ghusay ne or Dilkash bana dia hai..
Hamary Maan ko tou soojhti hai..
K or ghusa dilain tum ko..
Go k tm ab tak hamari nazron
k sab taqazon sey Be-khabar ho..
Humain Muhabat Hai Tm se Pagal..
Ab Our Kesy Batain Tumko.
Kabhi jo Hum Sataen tum ko..
Lo Hath joray.....
Lo Kan pakrey..
Ab or Kesy Manaen Tum ko.....
...Jo Such Kahain tou.
Ghusay ne or Dilkash bana dia hai..
Hamary Maan ko tou soojhti hai..
K or ghusa dilain tum ko..
Go k tm ab tak hamari nazron
k sab taqazon sey Be-khabar ho..
Humain Muhabat Hai Tm se Pagal..
Ab Our Kesy Batain Tumko.
23 Nov 2014
Dil agar hai to dard bhi ho ga.
Koi Aatka howa hai Pal shayad.
Waqat me parr gaya hai Bal shayad.
Dil agar hai to dard bhi ho ga.
Is ka koi nahi hai Hal shayad.
Waqat me parr gaya hai Bal shayad.
Dil agar hai to dard bhi ho ga.
Is ka koi nahi hai Hal shayad.
22 Nov 2014
Kuch Juram Nahi Ishq Jo Dunya Say Chupaein....*
Kuch Juram Nahi Ishq Jo Dunya Say Chupaein....*
.
.
.
Hum Nay Tumhain Chaha Hai Hazaron Mein Kahein Gay...*
.
.
.
Hum Nay Tumhain Chaha Hai Hazaron Mein Kahein Gay...*
21 Nov 2014
19 Nov 2014
18 Nov 2014
Kuch Aisi Mohabbat Us K Dil Main Bhar Day..!!
Kuch Aisi Mohabbat Us K Dil Main Bhar Day..!!
"Yaa RABB"
Ke Wo Jis Ko Bhi Chahe, Wo "MAIN" Ban Jaon..!!
"Yaa RABB"
Ke Wo Jis Ko Bhi Chahe, Wo "MAIN" Ban Jaon..!!
Sardiyon Ki Ek Sard Shaam Me
Sardiyon Ki Ek Sard Shaam Me
Usne Mere Hath Thaam Ke Kaha
"Itne Garm Hath Wafa Ki Nishani Hote Hain"
Mujhe Ab Khayal Aaya Ke Us Waqt
Uske Hath Itne Thande Kyun the.
Usne Mere Hath Thaam Ke Kaha
"Itne Garm Hath Wafa Ki Nishani Hote Hain"
Mujhe Ab Khayal Aaya Ke Us Waqt
Uske Hath Itne Thande Kyun the.
17 Nov 2014
Asi labaya yaar gawa bhethay
LoQi ishQ vishQ kar lendy ne
Asi ishQ da peer jaga bhehtay
LoQi yaar laban nu phirday nay
Asi labaya yaar gawa bhethay
Asi ishQ da peer jaga bhehtay
LoQi yaar laban nu phirday nay
Asi labaya yaar gawa bhethay
zindagi beet jati hai kisi ko bhulaane me.!!
True Lines..!!
Life me kabhi kisi ka
saath nahi chorna,
.
Kyon k kuch pal lagte hai
rishte banane me,
.
Aur kuch pal lagte hai
rishte torne me,
.
ek pal lagta hai
kisi ko rulane me,
.
Aur zindagi beet jati hai
kisi ko bhulaane me.!!
Life me kabhi kisi ka
saath nahi chorna,
.
Kyon k kuch pal lagte hai
rishte banane me,
.
Aur kuch pal lagte hai
rishte torne me,
.
ek pal lagta hai
kisi ko rulane me,
.
Aur zindagi beet jati hai
kisi ko bhulaane me.!!
Mere Haal per Mujhay Chor Day,
Mere Haal per Mujhay Chor Day, Mujhay Mat Bula, Mujhay Mat Rula.
Dil-e-Muztarib say koi Sada, jo Uthi To Hashar uthaye Gi.
Dil-e-Muztarib say koi Sada, jo Uthi To Hashar uthaye Gi.
16 Nov 2014
Usi Ishq Se Usi Chah Se Usi Piyar Se Usi Maan Se.
Usi Ishq Se Usi Chah Se Usi Piyar Se Usi Maan Se.
Mujhe Yaad Phir Se Karo Na Tum Main Bahut Dinon Se Udass Hoon.
Mujhe Yaad Phir Se Karo Na Tum Main Bahut Dinon Se Udass Hoon.
Bohat he Maan hai tum par,
Bohat he Maan hai tum par,
SUNO paas-e-wafa rekhna,
SABHI se tum milo lekin,
ZARA sa fasla rakhna,
BICHARNA bhi to parta hai,
Zara sa hosla rakhna,
WO sarey wasl k lamhey,
TUM ankhon mai saja rakhna,
ABHI imkaan baqi hai,
ABHI lab pe duaa rakhna,
BOHAT nayab hon dekho,
HUMAIN sab se juda rakhna,.
SUNO paas-e-wafa rekhna,
SABHI se tum milo lekin,
ZARA sa fasla rakhna,
BICHARNA bhi to parta hai,
Zara sa hosla rakhna,
WO sarey wasl k lamhey,
TUM ankhon mai saja rakhna,
ABHI imkaan baqi hai,
ABHI lab pe duaa rakhna,
BOHAT nayab hon dekho,
HUMAIN sab se juda rakhna,.
Ussey Itna Na Socha Ker, Teri Aadat Na Ban Jaye.
Ussey Itna Na Socha Ker, Teri Aadat Na Ban Jaye.
Phir Aisi Aadatein "Mohsin" Badalna Bhi Nahi Mumkin.
Phir Aisi Aadatein "Mohsin" Badalna Bhi Nahi Mumkin.
Wafa ki basti k log mohsin..!!
Wafa ki basti k log mohsin..!!
Ujray ujray ye keh rahy hain.
Jahan Mohabbat men khot daikho..!!
Wafa men tum bhi khary na rehna..
Ujray ujray ye keh rahy hain.
Jahan Mohabbat men khot daikho..!!
Wafa men tum bhi khary na rehna..
15 Nov 2014
chor jany waly aksar, loat kr bhi aaty hain,
is tarhan nahi krty
rabta to rakhty hain,
thora milny julny ka,
silsila to rakhty hain,
manzilen buland hon to,
mishkilain bhi aati hain,
mushiklon se larny ka,
howsla to rakhty hain,
jo tumhary apny hon,
tum se pyar krty hon,
Unka haal kesa hai,
kuch pata to rakhty hain,
dosti k rishty ko,
torty nahi Aese,
roothy doston se bhi,
wasta to rakhty hain,
chor jany waly aksar,
loat kr bhi aaty hain,
loat kr woh aany ka,
raasta to rakhty hain.
rabta to rakhty hain,
thora milny julny ka,
silsila to rakhty hain,
manzilen buland hon to,
mishkilain bhi aati hain,
mushiklon se larny ka,
howsla to rakhty hain,
jo tumhary apny hon,
tum se pyar krty hon,
Unka haal kesa hai,
kuch pata to rakhty hain,
dosti k rishty ko,
torty nahi Aese,
roothy doston se bhi,
wasta to rakhty hain,
chor jany waly aksar,
loat kr bhi aaty hain,
loat kr woh aany ka,
raasta to rakhty hain.
14 Nov 2014
Aaj Se Sab Kuch Naam Tumhare...
Sahil Rait Samandar Basti Jungle Sehra Darya Saarey..
Aaj Se Sab Kuch Naam Tumhare..
Khawab Ki Batein Yaad K Qissey
Soch K Pehlu Neend K Lamhey..
Dard K Aansu Chain K Naghmey
Urrtey Waqt K Behtay Dhaarey..
Aaj Se Sab Kuch Naam Tumhare..
Rooh Ki Aahat,
Jism Ki Jumbish,
Khoon Ki Wehshat,
Saans Ki Larzish,
Aankh Ka Aansu,
Hont Ki Rangat,
Chahat K Unwaan Ye Saare,
Aaj Se Sab Kuch Naam Tumhare...
Aaj Se Sab Kuch Naam Tumhare..
Khawab Ki Batein Yaad K Qissey
Soch K Pehlu Neend K Lamhey..
Dard K Aansu Chain K Naghmey
Urrtey Waqt K Behtay Dhaarey..
Aaj Se Sab Kuch Naam Tumhare..
Rooh Ki Aahat,
Jism Ki Jumbish,
Khoon Ki Wehshat,
Saans Ki Larzish,
Aankh Ka Aansu,
Hont Ki Rangat,
Chahat K Unwaan Ye Saare,
Aaj Se Sab Kuch Naam Tumhare...
12 Nov 2014
11 Nov 2014
Humain wo jaan se piyara usay maaloom hi kab hai
Usay meri Wo bachpan ki shararat yaad aa jaye.
Sabhi kuch bhol b jaye mohabbat yaad aa jaye.
Usay pojaa usay chaha usay maanga b hai hum ne.
Meri sachi mohabat ki ibaadat yaad aa jaye.
Kisi k payar ki khatir ye hum ne dushmani ki thi.
Usay meri zamanay se baghawat yaad aa jaye.
Humain Wo bhol hi baitha najanay kis tarha Logo.
Khudaara ab usay meri shikayat yaad aa jaye.
Humain wo jaan se piyara usay maaloom hi kab hai.
Meri pehli mohabat ki inaayat yaad aa
jaye.
Usay main payar karta hon us pay jaan daita hun.
Ab usay meri ye sakhaawat yaad jaye.

10 Nov 2014
Aap Ki Yaad Na Aye To Hum Bewafa,
Aap Ki Yaad Na Aye To Hum Bewafa,
Aap Bulaye Aur Na Aye To Hum Bewafa,
Hume Marne Ke Liye Khanjar Ki Zaroorat Nahi,
Ek Bar Nazar Pher Lo Na Mar Jaye To Hum Bewafa�.
Aap Bulaye Aur Na Aye To Hum Bewafa,
Hume Marne Ke Liye Khanjar Ki Zaroorat Nahi,
Ek Bar Nazar Pher Lo Na Mar Jaye To Hum Bewafa�.
Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge�
Tanha Rehna To Sikh Liya Humne,
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge.
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil.
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge�
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge.
Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil.
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge�
Dil ki khwahish ko naam kya dun,
Dil ki khwahish ko naam kya dun,
pyar ka use paigam kya dun.
Is dil me dard nahi yaaden hain uski,
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun�?
pyar ka use paigam kya dun.
Is dil me dard nahi yaaden hain uski,
ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun�?
Subscribe to:
Posts (Atom)
The Cento
street wall collage - Photo:PxHere The cento is a poetry form that I used with students but that I haven't used myself o...
-
I was looking through some February poems and it was rather depressing. Most of them were filled with rather grim winter images. ...
-
Sad poetry in urdu about love, really sad urdu poetry pics, 2 line sad urdu poetry about love, hd sad poetry in urdu, 2 line urdu sad poetry...
-
I am neither a big fan of the poet Baudelaire nor am I a fan of prose poems, but this one got my attention. I'll admit that the openin...