1 May 2016

Dil jis say mill gaya woh dobara nehi milla

Aandhee chalee toh naQsh e Kaf e paa nehi mila 
Dil jis say mill gaya woh dobara nehi milla 

Hum anjuman mein sab ki taraf dekhtey rehy 
Apni tarha say koi akeilaa nehi milla 

Awaz ko toh kon samjhta k duor duro 
Khamoshiyoon ka dard shanasaa nehi milla

Qadmoon ko shook aabaa pai ka mila gaya
Lekin baa zarf e wusaat e sehraa nehi milla

Kinnaan mein bhi naseeb huhi khudh dareedgi 
Chaak e Qaaba ko dast e Zulakha nehi milla 

Mehro O wafa kay dashat Noordo jawab doh
Tumm ko bhi woh ghazal milla ya nehi milla

KAchey gharey ney jeet li naadi charhi hui 
Mazboot kashtiyon ko kinaara nehi milla 

Mustufa Zaidi

No comments:

Post a Comment

The Cento

street wall collage   -   Photo:PxHere The cento is a poetry form that I used with students but that I haven't used myself o...