Rah Tabeer ki Nikalo Tum,
Ya Mery Khwaab Marr Dalo Tum...'
urdu sad poetry, urdu poetry, sad poetry, shairi, shayari, hindi poetry, urdu poets, urdu sad shayari, shairy, sad, poetry, sad shairy, sad shairi,
21 May 2014
Muhabbat Hath main Pehni hoyi Chorri ki Manind hai,
Muhabbat Hath main Pehni hoyi Chorri ki Manind hai,
Chamakti hai Khanakti hai Khanak ky toot jaati hai...!!'
Chamakti hai Khanakti hai Khanak ky toot jaati hai...!!'
20 May 2014
Guzri hai kal hum pe wo raat ajeeb si
Guzri hai kal hum pe wo raat ajeeb si
Karti rahi wo hum se baat ajeeb si.
Mili bhi to kuch aisa samajh sake na hum
Lagti hai uski aaj tak mulaqat ajeeb si.
Aur bhi hain dunya me phir mera intekhab
kyon
Shikayat usko thi mere sath ajeeb si.
Har chehre se dhoka khaana ye muqaddar tha
apna
Mili bhi to hum ko ye hayaat ajeeb si.
Ab saari umar "Rizwan" tanha hi jeena hoga
Bicharte waqt wo kar gayi ye baat ajeeb si..

Jisse Paya Nahi Tum Ne.. Usse Khone Ka Dar Kesa.?
Suno!
Ae Mom Ki Gurya,
Ab Is Dour K Andar,
Koi Majnu Nahi Banta,
Koi Ranjha Ni Banta,
Qadam Do-Char Chalne Se,
Safar Sanjha Ni Hota,
To In Bekar Sochon Pe,
Suno! Rone ka Dar Kesa.?
Jisse Paya Nahi Tum Ne..
Usse Khone Ka Dar Kesa.?
Ae Mom Ki Gurya,
Ab Is Dour K Andar,
Koi Majnu Nahi Banta,
Koi Ranjha Ni Banta,
Qadam Do-Char Chalne Se,
Safar Sanjha Ni Hota,
To In Bekar Sochon Pe,
Suno! Rone ka Dar Kesa.?
Jisse Paya Nahi Tum Ne..
Usse Khone Ka Dar Kesa.?
Agr MOHABAT Un se na milay jin se aap""pyar" karty hon
'Agar
== ==
MOHABAT Un se na milay jin se aap""pyar" karty hon..
To phir..
"'MOHABAT"'
Un ko zaroor dena jo aap se "pyar"karty hain.
== ==
MOHABAT Un se na milay jin se aap""pyar" karty hon..
To phir..
"'MOHABAT"'
Un ko zaroor dena jo aap se "pyar"karty hain.
KYA YEHI PYAR HOTA HY,,
'"KYA YEHI PYAR HOTA HY,,?
Shuru Aankhon se hota hai,
Phir DiL Tak Ja Puhanchta hai,
or
Phir Ek Lamhe main
Aankhon main Intazar hota hai,
"KYA YEHI PYAR HOTA HY,,?
Phir Baat Milan Tak Puhanchti hai,
Kuch DiL Ki Baatain hoti hain!
Dono Ki Qasmain hoti hain!
DiL_o_Jaan nisar hota hai,
"KYA YEHI PYAR HOTA HY,,?
Phir Ek Bewafai Karta hai,
Ek Beqarar hota hai,
Us Ki Bheeghi Aankhon me
Hmesha yehi Sawal hota hai,
"KYA YEHI PYAR HOTA.
AcE'
Shuru Aankhon se hota hai,
Phir DiL Tak Ja Puhanchta hai,
or
Phir Ek Lamhe main
Aankhon main Intazar hota hai,
"KYA YEHI PYAR HOTA HY,,?
Phir Baat Milan Tak Puhanchti hai,
Kuch DiL Ki Baatain hoti hain!
Dono Ki Qasmain hoti hain!
DiL_o_Jaan nisar hota hai,
"KYA YEHI PYAR HOTA HY,,?
Phir Ek Bewafai Karta hai,
Ek Beqarar hota hai,
Us Ki Bheeghi Aankhon me
Hmesha yehi Sawal hota hai,
"KYA YEHI PYAR HOTA.
AcE'
Kaha mainey, "Tumhein Sajnaa Sanwarna Kyun nahi Bhata
Kaha mainey, "Tumhein Sajnaa Sanwarna Kyun nahi Bhata....
Kaha usny, "Teri Chahat mera Singhaar hi to hai.....!!'
Kaha usny, "Teri Chahat mera Singhaar hi to hai.....!!'
Khwaahishon Ka Qaafila Bhi Ajeeb Lagta Hai Mujhe..
Khwaahishon Ka Qaafila Bhi Ajeeb Lagta Hai Mujhe..
Aksar Wahin Se Guzarta Hai Jahan Raasta Nahi Hota..!!'
Aksar Wahin Se Guzarta Hai Jahan Raasta Nahi Hota..!!'
Kitni khubsurat si ho jati hai us waqt dunya
Kitni khubsurat si ho jati hai us waqt dunya
jab humara k0i apna kehta hai,
tum yaad Aa rahe ho...
missing home........:('
jab humara k0i apna kehta hai,
tum yaad Aa rahe ho...
missing home........:('
Hai Gunja'ish Abhi Aawaz De Kar Rok Lo Mujhko
Hai Gunja'ish Abhi Aawaz De Kar Rok Lo Mujhko.....!!!
Gaya To Phir Kabhi Waapis Palat Kar Main Na Aaonga'
Gaya To Phir Kabhi Waapis Palat Kar Main Na Aaonga'
19 May 2014
Mery Aansu teri Aankhon sy na Aany lag jayen.
Qissa-e-hijar agar tujh ko sunany lag jayen,
Jaan-e-jaan umar nahin is mein zamany lag
jayen.
Main ny is khouf sy gham tujh sy chupaye
apny,
Mery Aansu teri Aankhon sy na Aany lag jayen.
Kaash aisa ho kabhi main kuch na kahoon tujh
sy,
Meri Aankhein mery ehwaal batany lag jayen.
Rat-jagy khilny lagy phir sy meri neendon
mein,
Rog mujh ko na kahin phir sy purany lag jayen.
Aisy Aalam mein tujhy bhoolna mumkin hai k
jab,
Saary mousam hi teri yaad dilany lag jayen.
Ay dil-e-ishaq zada tujh sy shikayet kesi,
Jab mery khawab hi khud mujh ko jalany lag
jayen.
Haan mujhy naaz hai Aashufta sari py apni,
Raah dekhoon ga bhaly tujh ko zamany lag
jayen

Tumhari Aarzoo Ki Hy , Tumhe Maanga Hai Jo Rab Se,
Tumhari Aarzoo Ki Hy , Tumhe Maanga Hai Jo Rab Se,
Mere Honto Pe Rehti Ho , Meri Jaan Tum Dua Ban Ke..!!'
Mere Honto Pe Rehti Ho , Meri Jaan Tum Dua Ban Ke..!!'
Ada Qatil, Nigah Qatil , Zuban Qatil, Bayan Qatil,
Ada Qatil, Nigah Qatil , Zuban Qatil, Bayan Qatil,
Bata Qatil, Kahan Jaon? Jahan Jaon Wahan Qatil..!!'
Bata Qatil, Kahan Jaon? Jahan Jaon Wahan Qatil..!!'
18 May 2014
Ghalat thay Waday Magar main Yaqeen Rakhta tha ...!
Ghalat thay Waday Magar main Yaqeen Rakhti thi...!
Wo Shakhs Lehja hi bara Dil-Nasheen rakhta tha....!'
Wo Shakhs Lehja hi bara Dil-Nasheen rakhta tha....!'
Shabanam Ke Aansu Phool Par Ye To Wahi Qissa Hua,
Shabanam Ke Aansu Phool Par Ye To Wahi Qissa Hua,
Aankhein Meri Bheegi Hui Chehra Tera Utaraa Hua,
Ab In Dino Meri Gazal Khushbu Ki Ek Tasveer Hai,
Har Lafz Gunche Ki Tarah Khil Kar Tera Chehra Hua,
Mandir Gaye Masjid Gaye Peeron Fakeeron Se Mile,
Ek Usko Paane Ke Liye Kya Kya Kiyaa Kya Kya Hua,
Shayad Ise Bhi Le Gaye Achhe Dino Ke Qaafile,
Is Baag Mein Ik Phool Tha Teri Tarah Hansta Hua,
Anmol Moti Pyaar Ke, Duniya Chura Ke Le Gayi,
Dil Ki Haveli Ka Koi Darwaza Tha Toota Hua...!!'

Najany kon si hadon tak hy meri chahton ka ye silsila
Najany kon si hadon tak hy meri chahton ka ye silsila....!!!
Bas itna jan lo main wabasta bs TUMHI se hoon...'
Bas itna jan lo main wabasta bs TUMHI se hoon...'
Tum Ne Kaha Tha Ke Aankh Bhar Ke DeKh Liyaa Karo Mujhe
Tum Ne Kaha Tha Ke Aankh Bhar Ke DeKh Liyaa Karo Mujhe
.
Ab Aankh To Bhar Aati Hai Per Tum Nazar Nahin Aate........'
.
Ab Aankh To Bhar Aati Hai Per Tum Nazar Nahin Aate........'
Mera bas chale tu teri yaade khared lun
Mera bas chale tu teri yaade khared lun
Apne jeene ke waste teri baate khared ln
Kar sake jo har waqt dedar tera
Sab kuch lotake wo aankhee khared lon'
Apne jeene ke waste teri baate khared ln
Kar sake jo har waqt dedar tera
Sab kuch lotake wo aankhee khared lon'
Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Beh Jaana Hai Jise Do Pal Kahani Hoon
Amma Ki Bitiya Hoon Aangan Ki Mitiya Hoon
Amma Ki Bitiya Hoon Aangan Ki Mitiya Hoon
Took Took Nihare Jo Pardesi Chithiya Hoon
Mamta Ke Aanchal Mein
Jo Geet Gaaye Hai
Babul Ne Chut Put Jo
Sapney Sajaye Hai
Woh Yaad Aayenge
Gup Chup Rulayenge
Woh Yaad Aayenge
Gup Chup Rulayenge
Doli Ke Sang Mere Jab Saath Jaayenge
Baba Ki Rani Hoon Aankhon Ka Pani Hoon
Beh Jaana Hai Jise Do Pal Kahani Hoon
Khil Khil Ke Hasna Yeh
Sakhiyon Ki Baaton Pe
Anjaan Naamo Ki
Mehndi Yeh Haathon Pe
Jab Rang Layegi
Rimjhim Ghir Aayengi
Jab Rang Layegi
Rimjhim Ghir Aayengi
Aankhen Ghataon Si Boonde Girayengi

Pardesi Chithiya Hoon
Pardesi Chithiya Hoon ? �'

Subscribe to:
Posts (Atom)
The Cento
street wall collage - Photo:PxHere The cento is a poetry form that I used with students but that I haven't used myself o...
-
I was looking through some February poems and it was rather depressing. Most of them were filled with rather grim winter images. ...
-
Sad poetry in urdu about love, really sad urdu poetry pics, 2 line sad urdu poetry about love, hd sad poetry in urdu, 2 line urdu sad poetry...
-
I am neither a big fan of the poet Baudelaire nor am I a fan of prose poems, but this one got my attention. I'll admit that the openin...