Yun to sadmo me bhi hans leta tha mein,
Aaj kyu bewajah rone lage hain hum,
Barson se hatheliyan khali hi rahi meri,
Phir aaj kyu laga sab khone laga hun mein�.
urdu sad poetry, urdu poetry, sad poetry, shairi, shayari, hindi poetry, urdu poets, urdu sad shayari, shairy, sad, poetry, sad shairy, sad shairi,
10 Nov 2014
Duniya Hai Patthar Ki Jazbaat Nahi Samajhti.
Duniya Hai Patthar Ki Jazbaat Nahi Samajhti.
Dil Mein Jo Chhupi Hai Who Baat Nahi Samajhti.
Chand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein.
Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti�
Dil Mein Jo Chhupi Hai Who Baat Nahi Samajhti.
Chand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein.
Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti�
Aesa Jagaya Apne Ke Ab Tak Na So Sake.
Aesa Jagaya Apne Ke Ab Tak Na So Sake.
Yun Rulaya Aapne Ke Mehfil Mein Hum Ro Na Sake.
Na Jaane Kya Baat Hai Aap Mein Sanam.
Mana Hai Jabse Tumhe Apna Kisi Ke Hum Ho Na Sake..
Yun Rulaya Aapne Ke Mehfil Mein Hum Ro Na Sake.
Na Jaane Kya Baat Hai Aap Mein Sanam.
Mana Hai Jabse Tumhe Apna Kisi Ke Hum Ho Na Sake..
Wafa Ka Dariyaa Kabhie Rukta Nahin.
Wafa Ka Dariyaa Kabhie Rukta Nahin.
Ishq Mein Premi Kabhi Jhukta Nahin.
Khamosh Hain Hum Kisi Ke Khushi Ke Liye.
Na Socho Ke Hamara Dil Dukhta Nahin.
Ishq Mein Premi Kabhi Jhukta Nahin.
Khamosh Hain Hum Kisi Ke Khushi Ke Liye.
Na Socho Ke Hamara Dil Dukhta Nahin.
Bachpan Key Din Bhi Kitny Ache Hotey They.
Bachpan Key Din Bhi Kitny Ache Hotey They.
Tab Dil Nahi Bas Khiloney Tuta Krte They.
Ab Ek Aansoo Girey Toh Saha Nhi Jaata,
Bachpan Mein Toh Dil Bhur Key Royaa Krte They�
Tab Dil Nahi Bas Khiloney Tuta Krte They.
Ab Ek Aansoo Girey Toh Saha Nhi Jaata,
Bachpan Mein Toh Dil Bhur Key Royaa Krte They�
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hain..
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hain..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hain..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hain��.
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hain...
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hain..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hain��.
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hain...
Bicharne waley chale jo ho to bata k jao
Bicharne waley
chale jo ho to bata k jao
k kitni shamain udaas ankhon main kaatni hain.
k kitni subhain akele pan main guzarni hain.
bata k jaao.
k kitne sooraj azaab raston ko dekhna hai
k kitne mahtaab sard raaton ki.wus'aton se nikaalne hain.
bata k jaao k chand raaton main waqt kaise guzaarna hai.
khush lamhon main tujko kitna pukaarna hai.
bata k jaao!k kitne lamhe shumaar karne hain hijraton k
k kitne mosam ik aik kar k judayon main guzarne hain.
bata k jaao k panchyon ne akele pan ka sabab jo pucha.
to kya kahun gi.
kisi ne raste main rok kar mujse ab jo pucha
k pichle mosam main saye saye jo ajnabi tha
to kaya kahun Gi.
bichar k tujse habib kis se mila karun Gi
bata k jaao! k ankh barsi to kon moti chuna karega.
udaas lamhon main dil ki dharkan suna karega.
bata k jaao!k mosamon ko pyaam dene hain ya nahin.
falak ko,taaron ko,jugnuon ko salam dene hain ya nhi.
bata k jaao! k kis pe hai aitbaar karna
to kis ki baton pe be-niazi k silsile ikhtiar karna.
bata k jao! k ab rawayon ki chal kya ho
jwab kya ho swal kya ho
uroj kya ho zawal kya ho
nigah,rukhsar,zulf,chehra nidhal kya ho
bata k jao!k meri sorat pe tergi muskura pari to
main kya karun Gi.
bata k jao k tumko kitna pukarna hai
bichar k tujse ye waqt kaise guzarna hai
badan ko kitna sanwarna hai
bicharne wale chale jo ho to bata k jao

Subscribe to:
Posts (Atom)
The Cento
street wall collage - Photo:PxHere The cento is a poetry form that I used with students but that I haven't used myself o...

-
Waoo nice i want to share my poetry Plz guid me from Comments for Urdu Poetry https://ift.tt/2H6IXqv
-
Sad poetry in urdu about love, really sad urdu poetry pics, 2 line sad urdu poetry about love, hd sad poetry in urdu, 2 line urdu sad poetry...
-
I was looking through some February poems and it was rather depressing. Most of them were filled with rather grim winter images. ...